देख के तेरी सुरतियाँ मैं तो हो गई वनवारियाँ,.
तेरे भाववे सिरंगी मैं दीवानी सी हो गई,
मैं धनि बनवाली हो गई रे घनी बनवाली हो गई,
मैं श्याम दीवानी सी हो गी,
श्याम सांवरियां खाटू नगरियां देखन आगि मैं आगि देखन तेरी नगरियां,
हारा हुआ जो कोई आवे खाली न जाये,
तूने खूब भरे भंडारे भगतो के सांवरियां,
मैं धनि बनवाली हो गई रे घनी बनवाली हो गई,
मैं श्याम दीवानी सी हो गी,
भक्तो ने है तुझे सजाया फूलो से बाबा,
गाये नूतन झूमे हर मन भूल के दुनिया,
अपने भक्तो से न होना तू बेखबर सांवरियां,
मैं धनि बनवाली हो गई रे घनी बनवाली हो गई,
मैं श्याम दीवानी सी हो गी,
Dekh Ke Teri Surtiyan Main To Ho Gayi Vanwariyan,.
Tere Bhaave Sirangi Main Deewani Si Ho Gayi,
Main Dhani Banwali Ho Gayi Re Ghani Banwali Ho Gayi,
Main Shyam Deewani Si Ho Gi,
Shyam Sanwariyan Khatu Nagariyan Dekhan Aagi Main Aagi Dekhan Teri Nagariyan,
Hara Hua Jo Koi Aave Khali Na Jaaye,
Tune Khub Bhare Bhandare Bhagto Ke Sanwariyan,
Main Dhani Banwali Ho Gayi Re Ghani Banwali Ho Gayi,
Main Shyam Deewani Si Ho Gi,
Bhakto ne hai tujhe sajaya phulo se baba,
Gaye Nutan Jhoome Har Man Bhool Ke Duniya,
Apne bhakto se na hona tu bekhbar saanwariyan,
Main Dhani Banwali Ho Gayi Re Ghani Banwali Ho Gayi,
Main Shyam Deewani Si Ho Gi,