Mataji ne babaji ko roti khilai

woman 1820868 6407473207481107659038


Ek bujurg mataji beas se kuch door rehti thi woh guru ki pyaari thi. Roz subha bhajan simran Karti aur uske baad nashte mein roti banati thi ek roti banati khud ke liye aur ek roti banati thi babaji ke liye bolti thi aaj to mera Sohna satguru aaega. Uska pyaar Sacha tha tadap sachi thi. Ek din babaji dera se Amritsar jaane ke liye nikale kothi se nikalte hue sewadar ne babaji ko kaha nashta karlo lekin babaji ne kha mera nashta aaj bahar hai. Sewadar kuch samaj nahi paya khair babaji dera se bhar nikale aur raastein mein driver ko kaha ki aage se khabe hath gaddi ghumai. Mataji ne roz ki tarah roti banai thi babaji pahuche uske ghar ke bahar car se utare gaye darwaje pe khat khat ki mataji ne darwaza khola aur babaji ko dekh uski cheek Nikal gai woh muskura bhi rahi thi aur roh bhi rahi thi. Babaji ne mataji ko bola mainu badi bhukh lagi hai Jedi roti banai hai dedo. Mataji ne babaji ko roti khilai mataji bahut kush Hui babaji ne mataji ko kaha dera aajao langar mein twadi bahut jaroorat hai. Us khud khuda sehnsha pe bharosa rakhna chahiye woh humko kabhi nahi bhoolega. Radha Soami ji



Ek bujurg mataji beas se kuch door rehti thi woh guru ki pyaari thi. Roz subha bhajan Simran Karti aur uske baad nashte mein roti, one roti is made for myself and one roti is made for Babaji, bolti thi aaj to mera Sohna satguru aaega. Uska pyaar sacha tha tadap sachi thi. For one day, Babaji came out of the camp to go to Amritsar, but the servant did not eat my breakfast today, it is spring. Sewadar kuch samaj nahi paya khair babaji dera se bhar nikale aur raastein mein driver ko kaha ki aage se khabe hath gaddi ghumai. Mataji ne roz ki tarah roti banai thi babaji pahuche uske ghar ke bahar car se utare gaye darwaje pe khat khat ki mataji ne darwaza khola aur babaji ko dekh uski cheek Nikal gai woh smile bhi rahi thi aur roh bhi rahi thi. Babaji did not say to mother, I am very hungry, if I have made bread, give it. Mataji ne babaji ko roti khilai mataji bahut kuch hui babaji ne maaji ko kuch dera aajao langar mein twowadi bahut jaroorat hai. Us khud khuda sehnsha pe bharosa rakhna chahiye woh humko kabhi nahi bhoolega. Radha Soami ji

Share on whatsapp
Share on facebook
Share on twitter
Share on pinterest
Share on telegram
Share on email

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *